Create a blog | earn money with blog | best blogging tips for beginners


Blogging for beginners. 




 Dosto agar aap bhi online earn money ke baare me soch rhe he or aap blogging kr se rupaye earn karna cahate he to aap is post ko anth tk padhe. 

 Mujhe umeed he ki aap ko is post ko padh ke passive income karne ka ek sahi rasta mill jayega. 

Me aapko is post me step by step,  where we create a blog, how to create a blog or , how to earn money with blog , ke baare me aachi trah se  jankari dene wala hun. 

 Me is blog me blog banane, seo karne or blog se earning karne ke saare tips शेअर karunga. 

Dosto aap bhi yadi online blogging ke dwara money earn karna chahate he to is post ko anth tk padhe or yadi phir bhi aapko koi baat samaj me na aayi ho,  to comment me aap mujse question kr sakte he. 

Me aapke subhi question pr aapko ek alug post likh kr dunga jisse aap or acchi trah se  blogging ko samaj sake. 

Aapka jyada samay barbad na karte huye  me ab सीधे aapni bat pr aata hun. 

What is a blog - blog hota ky he 


 Aaj ka time internet ka jamana he  or aap jub bhi kisi cheej  ke baare me jankari lena chahte he  to aap seede internet pr chek karte he . 

Ab aapke type krne ke baad search karte he or ek post khul jati he jisme us cheej se जुड़ी sari jankari hoti he use hum blog ka hate he. 

Blog ya website kis ek topic ya bohut saare topic ko lekar banyi jaa sakti he. 

Samanay Bahasa me kaha जाए to online artical ko hi hum blog kah sakte he. 

Muje umeed he ki ab aap samaj gye honge ki blog ky hota he. 

Yadi aap blogging karna chahte he to aapke dimak me ab ek baat aati he ki blog khaa shuru kare. 

Where we start a blog - 


Vese blogging ke liye kai pletform bne he ji me se aap , Blooger, WordPresswix.com  ext ko jante होंगे. 

Agar aap blogging thodi jante he to aap kisi bhi pletform pe blooging start kr sakte he. 

Pr agar aap  beginners he to mere hisab se aapko  blogger.com  ke dwara apni blog ki jarni ko shuru karna chahiye . 

Blooger.com  - Google ka hi ek plet form he jispr aap free me apna ek blog shuru kr sakte he. 

Me aapko WordPress ka sujhav q nhi de rha hun is question ka answer me aapko  post ke anth me dunga. 

How to create a blog 


Ab aap yadi blooger pr blog start karna chahte he to subse pahale aapko ek Google account, yani email id ki jarurat hogi. 

Jiske jariye aap ek blog ko start kar sakange. 

Subse pahale. Google.com pr जाए or search baar me blooger.com likhe 

Ab aap blooger ki website pr aa jayange. 
Ab aapke apni email id dalkar blooger me login karna he. 

Blogger me login krne ke baad 
Aap create your  blog pr click kare. 


How to create a blog
Blog


Net step me aap ab blog ka naam likhe ya nich ka naam se blog ka naam likhe. 

Or next step me blog ka address likhe jisse log aapke blog ko open karange. 

Dost  agar ho sake to aap  apne blog ka naam or uska address milta julta rakhe jisse aapke blog ka kuch hud tk seo ho jayaga. 

Dosto seo  ( search engine optimization) ke baare me me aapke baad me  niche post me step se समझा dunga isi liye post ko dhyan se padhe. 

Dosto udharan ke liye yadi  aap apne blog ka naam  'love story' rakh rhe he to aap uska blog address bhi  " surajtipstricks.blogspot.com  rakh sakte he

Jisme" lifestyle"  blog ka naam or blogspot.com   blooger ka hi sub domain he.


Ab them sellect karne ke baad Aapka blog teyar he aap apne blog me post artical likh ke published kr sakte he.


Ab baari aati he aapke blog ke address se blooger ke sub domain ko hutane ki.


Yadi aap chahte he ki aapka blog kisi alug link se open ho to aap ek new domain ko aad kr ke blog spot ko redirect bhi kr sakte he jisse aapka blog address chota or aasani se yaad rakh ane like ho jayega.


Domain aapke blog ka address hi hota he jisme   pahale blog ka naam ya keyword tatha doosra extinction jese

.com
.site
.in
.org
Hota he.

Ab domainaaad karne ke baad doosra kaam aata he discription


Blog ke discription me aap apne blog  ki jankari tatha blog me use किए gye keyword ka use karte he.



Jisse  Google ka spider jub aapke blog pe aaye to pe aapke blog ke content or keyword ko Google pr aad kr sake isse aapke blog ka post Google search me show hoga.


 Blog ka Discription  blog ke seo ke liye bohut jaruri hota he iski lenth lugbag  150 cerector tk honi chahiye.


Ab baat aati he blog ka meta discription ki blog ka meta discription bhi blog ke seo  " search engines optimization " ke liye jaruri hota he.


Ab aapka blog post ke liye teyar he.


Ab four step he page create karna.

Ab aapko apne blog pr kuxh  page banane honge.

Jese  1 disclaimer, 2 about us , 3 contect us , 4 privacy policy.


Ye 4 page create karne blog ke liye bohut jaruri he.
Yadi aap apne blog me Google ads dwara earning karna chahte he to in page ka hona bohut jaruri he.

Dosto aapke blog ke besic chije poori ho chuki he. 

Ab baat aati he blog ke artical ki, dosto blog ka artical aap apne nich ke anusar likh sakte he. 


Post likhte samay aapko blog ka  " seo ( search engine optimization)"  pr bohut dhyan dena hoga. 



SEO - search engine optimization 

 SEO ke baare me me aapko simpal tarike se samjane ki kosis karunga. 

Jub bhi aap koi cheej Google pr search karte he to result aapke  samne aa jata he ky aapne kbhi socha he ki ye kese hota he. 


TO dosto ye hi he SEO  search engine optimization. 


Apni blog post ka is trah se SEO karna jisse vo jaldi se jaldi Google search me aa sake. 


Ab aapke mun me ye baat aa rhi hogi ki  

 Blog ka seo kese kare 

Blog ke seo hum do trah se karte he. 

On page SEO 
Off page SEO . 
Blog ka  on page SEO, or. Off page SEO, karne se pahale aapko apne blogger  ki kuch  SEO  setting on karni hogi  . 

1 step blogger ki SEO setting. 

A - Discription

Blog ke discription ke bare   or meta discription ke baare me aapko pahale hi btaa chuka hun pr yadi aap abhi bhi kuch or janana chahte he to please comment this post. 
 Me aapki poori trah se help karunga. 

B- robots text file 

 Blog ke SEO ka doosra step he robots text
File upload karna. 
Dosto aap apne blog ke robots text file kisi bhi tools se bnaa sakte he. 

 Example of  Robots text file. 

________________________________________________________________________________


User-agent: Mediapartners-Google

Disallow:


User-agent: *


Disallow: /search


Allow: /


Sitemap: https://blogseo.blogspot.com/Sitemap.xml


________________________________________________________________________________


Blogger me robots.txt file ko uplode karne ke liye subse pahale blogger ke deshbord me login kare or setting me जाए. 

 Setting me jane ke baad aap Search preferences pr click kare.




Robots text
Robots txt


Uske baad aapko Custom robots.txt likha huya दिखाई dega uspr click kare.


Ab apni Custom robots.txt ko copy karke  yhan pest krne ke baad save kr le.

.


Custom robots header tags

Custom robots header tags
Custom robots header tags

Ab  next step me aap  phir se setting me jakar search preferences me jakar  Custom robots header tags ko allow kare jese aapko imeage me सिखाया ja rhaa he. 



BLOG KO GOOGLE SEARCH ME KESE SUBMIT KARE.?


Ab phir se next step me aap apne blog ko Google search console me submit karna hoga. 


Iske liye bhi aapko blogger setting me  jakar search preferences me Google search console wale pr click krna hoga jisse aapko verify karne me aasani hogi. 


Ab Google search console me enter karte hi aapko apne domain name ko verify karna hoga jisse aapki website googel search engines me submit ho jayegi. 

Google search console
Google search console 


Post likhe ke baad aap site map bhi Google search console me submit kr sakte he. 


Ab aapke blogger ki sari SEO setting ho chuki he jisse Aapka blog Google search me आएगा. 


Ab baat aati he off page SEO setting ki   off page SEO ky hota he. 


Jub aap post likhe he to Aapka post ka  title tag,   Search Description, post ki sub heading, miner heading, post kis topic pr likha gya he ye sub Aapka off page seo me aata he. 


Jis topic pr aap post likh rhaa he to vo topic Aapka keyword he. 


Or keyword hi Aapka subse bdaa seo fector he. 

Example - - -

Yadi Aapka post "  love story  " pr he


To Aapka keyword  best love story. hona chahiye.


Yadi aap long tail keyword ka use karte he to isse aapko or bhi jyada fayada hoga.


 Example - - -


Love story -  ka long tail keyword hoga

" best love story  2020 ".

Yadi aap Longtail keyword ka use karte he to aapke post ko Google pr renk hone me kuch hud tk aasani hogi.


1= title tag - 

 Dosto post ke title  me apka keyword jarur hona chahiye. 

 Aapka title tag humesa H1 se show hota he is liye aapne post ke H1  heading tag ka use dobara na kare. 

H1 ki length 80 (a) honi chahiye. 

 2= Search Description 

 Search Description aapke post ka ek choti si summery hoti he jisme aap apne blog ko ek line me समझा e ke liye likhte he.
 Search Description me apne keyword ko kub se kub 1 baar jarur likhe.
 Search Description ki length 150(a)   honi chahiye.

3= Post ke fast peragraf me aapke keyword ko 1,2 baar jaruru likhna he,

Blog ke last line me bhi keyword ka use jarur kare.


4= H2, H3,  ya phir subheadings, miner heading, me bhi apne keyword ko jarur likhe.


5 = aap apne keyword se milte julte kuch 5/6 keyword or bhi sellect Kate or unhe apne post use kare.


6= aap  apne blog ke sare post ko apas me internal link jarur kare jisse reader ko aapke or post me jaane kaa rasta mile or doosri post me bhi trrefic increase ho.


7 =  jub bhi aap apne post me internal link karte he to aap apne keyword ko hi anchor text banaye jisse Google aapke post ke keyword kr fech kr le.


 Yadi aap is tarike se post likhate he to aapke post google me renk hone ke bohut chance badh jate he.


Ab aapne in sabhi tariko se post likh li he Aapka blog publish kr liye teyar ho gyaa he.


Aap apne home page ko apni trah se optimiza kr sakte he


Ab baat aati he earning ki.

.

Blog se money kese earn kare.

Dosto jub aapke blog pr 10 se 15post ho jaye to aapke site pr trrefic aane lugega.

Aapke blog me kub se kam 1500 words  ka artical likhe jisse aapke post ki length बढ़े or log jyada se jyada aapke post me time spend kare.


Jub aapke post  me trrefic aane lugega to aap apne blog pr  Ads luga sakte he jisse aapki earning hone lugrgi.


Earning ke liye best ads network.


Dosto earning ke liye best ads network he

Google adsens, or  media.net.

Dosto vese bohut sare ads network market me he.

Prantu sabhi  blogger ko Google adsens hi jyada pasand he jiske ads blog pr luga kr subse jyada income hoti he.


Affiliates marketing.


Affiliate marketing blog se income ka subse achaa तरीका he.

Amazon affiliate
Click bank
Shear and sell
Blue host affiliate
Or godaddy affiliate

Ye sabhi affiliate marketing ke subse ache site he jisse log monthly 300 se 3000$ tk earn kr rhe he.



 Dosto blogger pr blog banana bohut hi aasan he or blogger pr koi invesment bhi nhi karna padta. 

Isi liye me humesa beginners ke liye blogger chos karne ko hi kahta hun 

WordPress pr blog banane ke liye invesment ki jarurat hoti he. 


Conclusions 


Dost is post me mene blogging tips for beginners, ke liye sari baate cover ki he.. 
 Or step by step aapko blog kese banaye, blog ka seo kese kare or blog se earning kese kare, ye sari baate mene is post me shear ki he. 

Dosto muje umeead he ki aapko blog banane ke baare me saari jankari ptaa chl ghi hogi or ab aap earn money online ke dang se samaj gye होंगे. 


Dosto yadi aapko abhi bhi blogging ke baare me kuch question poochne होंगे to aap post me comments kr sakte he or me aapke hur questions ka answer dunga. Muje aapki madad kr ke bohut khusi hogi. 

Comments